बात कर मुझसे ऐ ख़ुदा
तेरे सामने मैं हूँ खड़ा
तेरे राज्य के मैं भेदों को जानूं
तेरी पाक मर्ज़ी जानना चाहू
अपने दिल प्रभु,सच्चे दिल से
अपने सारे कसूरों को मानूँ
माफ़ कर मुझको ऐ ख़ुदा
तेरे सामने मैं हूँ खड़ा
जब से नाम मैंने तेरा सुना है
मेरा कान तेरी ओर ही लगा है
अपनी देह में प्रभु अपनी देह में
तेरे राज्य का खज़ाना सम्भालूँ
साफ़ कर मुझको ऐ ख़ुदा
तेरे सामने मैं हूँ खड़ा
Baat kar mujhsey aye khuda
Tere saamney main hun khada
Tere raajye ke main bhedon ko jaanu
teri paak marzi janna chahoon
apney dil prabhu, sachhey dil se
apney saarey kasooron ko maanu
maaf kar mujhko aye khuda
tere saamney main hun khada
jab sey naam mainey tera suna hai
mera kaan teri oor he laga hai
apni deh mein prabhu apni deh mein
tere aarjye ka khazana sambhaloon
saaf kar mujhko aye khuda
tere saamney main hun khada